Orya sahib ap ka column parha acha lga..bt haqeeqat k beraks hai..ap ko assam to nazar aa gya kashmir bhi nazar aa gya lekn kashmir main umr abdullah nazr nahi aaya…misr ka husny mubarak nazar nahi aaya…tunis ka zain ul aabdeen nazar nahi aaya..moamr qazzaffi nazar nahi aaya..aur sub se akhir main bashar ul asad k to kia kehne..kalma go hai muslim abaadi bhi hai islam ka qanoon bhi hai lekn hr roz logo ko goli mari jati hai…..aur to aur zra pak k halaat dekh lain..karachi queta wazirstaan…swaat…ye to gair muslamo ka ilaaqqa nahi hai..to phir aisa haal q?…plz rahnumai farmain…
Jab koi ye kahta hai ke Hume Pehle Apne Ghar Ko Theek Karna Chaheye… is ka matlab hai ke uss shakss ke pass kisi bhi cheez ka koi solution nahi hai, na apni ghar ka na doosrey muslman ke ghar ka.
Muje hey hukme azzan lailaha illallah, Please keep it up, Y rabbana Muhammad, Antasar umaat e Muhammad. ameen.
Ya allah orya ki hufazat farma aur iss ko mazeed himmat ata farma. ameen
Orya sahib ….kalam likhny k allawa aap kia iqdam karna chahty haan?aur kia kar rahy haan….taky ma ya hum bhi shamil ho sakyn….is AHTAJAJ ko BULAND AAWAZ dy sakyn.
sir ji, dunya main har jaga musalmanon py muzalim dhay ja rahy hain is ka koi thos hal nikalain aur hamain bhi is kar-e-khair lain sjamil kren ta k roz-e-qiamat hm bhi sur-khuru ho sakain.

ALLAH AP KO OR HEMMAT DY…..

SIR ASAL MAI HAM SEB MUSALMAN DUNIYA JO KY EK FANI PLACE HAI ES DUNIYA MAI GARK HOGAY HAI OR BOHAT BEYHIS HOGAY DEEN SE DOR HOGAY HAI
Sir Hum bahissiyat e Qoum majmooui tour per behiss ho chuky hain. hum os waqat tak aankein nahi koulthy jab tak aag hum ko khud na jala de..