Jazak Allah sir for writing this coloumn … i am so much grateful to you for it … kaash sharmeen ubaid ko aafia kay ghar pe doumentary bananain ka khayal aya hota ya phir laal masjid se ghaib kar di janain wali bachian …. magar aisi documentaries pe oscar kahan milna tha … Hum sub kisi zaroori kam se boht gehri neend so rahay hain
Muhammad Abubakar , MBBS Student , king edward medical university Lahore
0333-4546248
Aj ka mazmoon parha bohat acha hai……….mujhay sharmeen say koi hamdardi nahi, koi lagao nahi…………lakin meray bhai us nain un loogoon kay chahray say naqab uthaya hai jo yeh buray kaam kartay hain…..hamari society bohat had tak khatam ho chuki hai………is society ko media nain barbad kar dya hai….koi media ko pouchanay wala nahi hai……ghar main baiti kay saath baith kar tv darama daikhna mumkin nahi…….kash koi hamaray media ko lagaaam dai……main nain aap ka program value tv per daikha acha tha…..
Meray pass society ko bachanay ka tareeqa hai……Pehla…… hamari masajid ko training station bana dya jaaaiy…hamara Imam society ko train karnay ka ahle ho, wo parha likha ho…….chand rupees kee khatir apna fatwa na bachay…….wo jab mimber par baith kar or roads per chaltay hoay koi baat kahay ga tu loog us kee baat maanay gay…..
Issi tarah hamaray ustad/teachers agar khush hall hoon tu wo bhi is girty hoi society ko bacha saktay hain……….mujhay aaj bhi wo din yaad hain jab main 1987 main 3rd year main Govt. Scince College main dakhil hoa tu mujhay Persian kay teacher pasand ayai wo aik deendar shakhs thay……..main clean shave or modern student tha……jab mulaqat hoi tu un ka rang daikha jo aaj tak mujh par charha hoa hai……main nain 1987 main he dhari rakh lee Namazi ban gya…. dunya kee burayooon say bach gya….issi tarah meray khuch doost jo us session main meray saath thay sub kay sub bohat had tak tabdeel ho gayai…….Alhamdullilah……iss tarah aik ustaad nain apna rang dikhaya or hamain sunwara..ab agar un jaisay ustaad hoon or wo mill kar faisala karain kay is society ko bachana hai tu sub khuch theek ho sakta hai…..
Aakhir main Maan or Baap agar apany bachoon ko darust time dain to is society ko bachaya ja sakta hai…
Meri dua hai kay hum sub mill kar is society ko jo hamari hai us ko sanwarain….Allah Hafiz
Aaap ka article parha aur tasveer ka dosra rukh bhi dekha jo k pheley nazar nhi aa raha tha. Allah aap ko jazai khair dey (Ameen), Ap jesey logon ki buhut zarort hay es waqat pakistan ki society mein.
Sir well said………….truth…………..i totally agreed with you.
Hay jurm-e-zaeefi ki saza marg-e-mufajat
Jazak Allah sir for writing this coloumn … i am so much grateful to you for it … kaash sharmeen ubaid ko aafia kay ghar pe doumentary bananain ka khayal aya hota ya phir laal masjid se ghaib kar di janain wali bachian …. magar aisi documentaries pe oscar kahan milna tha … Hum sub kisi zaroori kam se boht gehri neend so rahay hain
Muhammad Abubakar , MBBS Student , king edward medical university Lahore
0333-4546248
http://www.youtube.com/watch?v=2QUacU0I4yU
There is no such oppression on her as mentioned by you in the coulmn
sir this is a great lesson for we muslims and pakistanis. if anyone can understand.
bilkul sai kaha sir aaap nay…..
udhar QURAN majeed INAGHUZUBILLAH jalaaay jjjaaa rahay tay aur idhar hum oscar ki khushi may laggay tay
Aj ka mazmoon parha bohat acha hai……….mujhay sharmeen say koi hamdardi nahi, koi lagao nahi…………lakin meray bhai us nain un loogoon kay chahray say naqab uthaya hai jo yeh buray kaam kartay hain…..hamari society bohat had tak khatam ho chuki hai………is society ko media nain barbad kar dya hai….koi media ko pouchanay wala nahi hai……ghar main baiti kay saath baith kar tv darama daikhna mumkin nahi…….kash koi hamaray media ko lagaaam dai……main nain aap ka program value tv per daikha acha tha…..
Meray pass society ko bachanay ka tareeqa hai……Pehla…… hamari masajid ko training station bana dya jaaaiy…hamara Imam society ko train karnay ka ahle ho, wo parha likha ho…….chand rupees kee khatir apna fatwa na bachay…….wo jab mimber par baith kar or roads per chaltay hoay koi baat kahay ga tu loog us kee baat maanay gay…..
Issi tarah hamaray ustad/teachers agar khush hall hoon tu wo bhi is girty hoi society ko bacha saktay hain……….mujhay aaj bhi wo din yaad hain jab main 1987 main 3rd year main Govt. Scince College main dakhil hoa tu mujhay Persian kay teacher pasand ayai wo aik deendar shakhs thay……..main clean shave or modern student tha……jab mulaqat hoi tu un ka rang daikha jo aaj tak mujh par charha hoa hai……main nain 1987 main he dhari rakh lee Namazi ban gya…. dunya kee burayooon say bach gya….issi tarah meray khuch doost jo us session main meray saath thay sub kay sub bohat had tak tabdeel ho gayai…….Alhamdullilah……iss tarah aik ustaad nain apna rang dikhaya or hamain sunwara..ab agar un jaisay ustaad hoon or wo mill kar faisala karain kay is society ko bachana hai tu sub khuch theek ho sakta hai…..
Aakhir main Maan or Baap agar apany bachoon ko darust time dain to is society ko bachaya ja sakta hai…
Meri dua hai kay hum sub mill kar is society ko jo hamari hai us ko sanwarain….Allah Hafiz
Muhammad Farooq